Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Regardless
Asim Azhar
Popularity · Low
+
🇳🇬 Hausa · Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Lokī kai rus ke
Naīn o man de
Asī ho gaye ainvein badnām
Pichhe mere has de
Phir puchh de
Mera hāl te mera koī javāb?
Jidhar vī jāwān
Lain de sabar dā imtihān
Kiven main batāwān?
Ae duniyā baṛī baī mān
Lokī kai rus ke
Ae bhul gaye
Eithe rakhda na har koī mān
Hoo
Dil baṛā ṭūṭā
Par sukh vī han dekhe
Chalta chalūn par ye sazā
Kab tak yun do ge?
Main sāre kā sāra
Jal sā gayā
Utthtā dhuwā-ā-ā
Sun balliye, sun balliye
Asī kamle dil de māre
Kī kariye? Kī kariye?
Eithe maamla vas tūn bār ae, bār ae
Sun balliye, sun balliye
Asī Rānjhe takht hazāre
Sīne vich dil naīn ae
Eithe ishq dā, ishq dā baniyā mazār ae
Ajnabī jo huye kaise tum chal diye
Kahān gaye? Na patā, lāpatā
Dil mein jo ranjishen bhar gaīṅ arse se
Kaise hum vo karein ab judā?
Hmm, yeah, yeah
Jāne kyā zamānā
Ye uljhā fasānā
Kehne ko keh dūn par
Na āye suljhānā, tumheṅ
Ab lagā na ghalti merī banā na
Bharūn jurmānā
Chalo maikhānā
Kholo tehkhānā
Rakh dī hai mahfil
Tum se kyā chhupānā?
Kyā chhupānā? (Merī jānā)
Na merī koī khatā thī (na merī koī khatā thī)
Na un kī thī ghalti (na un kī thī ghalti)
Waqt ke āge
Kisī kī nahīn chalti (nahīn chalti)
Hoo
Dil baṛā ṭūṭā
Par sukh vī han dekhe
Chalta hoon main
Bas ik salā-ā-ā
Sun balliye, sun balliye
Asī kamle dil de māre
Kī kariye, kī kariye
Eithe maamla vas tūn bār ae, bār ae
Jān wālā jān naīn dindā
Reh ke vī o mān naīn dindā
Sāth vī te sāth naīn dindā
Kadī, kadī merā vī māhī ve
Jān wālā jān naīn dindā
Reh ke vī o mān naīn dindā
Sāth vī te sāth naīn dindā
Kadī, kadī