Aaja Meri Barbaad Mohabbat Ke Sahare
Popularity · Low
Listen
YouTube
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Aa jaa aa jaa
Aa jaa meri barbaad mohabbat ke sahare
Hai kaun jo bigadi huee taqadeer sanvaare?

Aaye bhee naa the kushq hue aankhon mein ansu
Haan, aankhon mein ansu

Nikale bhee naa the lut gae armaan bechaare
Hai kaun jo bigadi huee taqadeer sanvaare?
Anjaam-e-mohabbat hamein maaloom hai lekin
Hamein maalum hai lekin

Lete hain tere gam mein ummiido ke sahare
Hai kaun jo bigadi huee taqadeer sanvaare?
Tha dil ko faqat teri mohabbat ka sahaara
Mohabbat ka sahaara

Hamne isi ummid pe din apanae guzaare