Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Aasman Se Aaya Farishta
Shankar Jaikishan
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Oh, jaan-e-man, dilaara
Ek nazar idhar bhi
Aasmaan se aaya farishta
Pyaar ka sabaq sikhlaane
Dil mein hai tasveer yaar ki
Laaya hoon woh dikhlaane
Aasmaan se aaya farishta
Pyaar ka sabaq sikhlaane
Dil mein hai tasveer yaar ki
Laaya hoon woh dikhlaane
Kaho, "Pyaar hai tumse" (jaa, jaa)
Oh, jaanaan, kaho, "Pyaar hai tumse" (jaa, jaa, jaa)
Seekho, zara seekho andaaz pyaar ka humse tum
Kar lo, aji, kar lo iqraar pyaar ka humse tum

Dilbar, teri khaatir main chaand chhod kar aaya hoon
Dene nazraana main apne pyaar ko laaya hoon
Dilbar, teri khaatir main chaand chhod kar aaya hoon
Dene nazraana main apne pyaar ko laaya hoon
Aasmaan se aaya farishta
Pyaar ka sabaq sikhlaane
Dil mein hai tasveer yaar ki
Laaya hoon woh dikhlaane
Kaho, "Pyaar hai tumse" (you silly)
Oh, jaanaan, kaho, "Pyaar hai tumse" (tum bhi silly)
Saaya hoon main tera, tere saath-saath hi aaunga
Aashiq hoon main tera, baahon se baandh le jaaunga
Saaya hoon main tera, tere saath-saath hi aaunga
Aashiq hoon main tera, baahon se baandh le jaaunga
Aasmaan se aaya farishta
Pyaar ka sabaq sikhlaane
Dil mein hai tasveer yaar ki
Laaya hoon woh dikhlaane
Kaho, "Pyaar hai tumse" (mmm)
Oh, jaanaan, kaho, "Pyaar hai tumse" (hmm-hmm)
Kaho, "Pyaar hai tumse" (haan)
Oh, jaanaan, kaho, "Pyaar hai tumse" (haan-haan)
Kaho, "Pyaar hai tumse" (kaha na)
Oh, jaanaan, kaho, "Pyaar hai tumse" (haan-haan, hai)
Kaho, "Pyaar hai tumse" (hmm)
Oh, jaanaan, kaho, "Pyaar hai tumse" (haan-haan)