Skip to content

Tauba Tauba Kya Hoga (From "Mr. Natwarlal")

Popularity · Low

Listen

YouTube

0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced

Lyrics

Tauba-tauba, kya hoga? hona hai jo vo hoga Hota hai jo, ho jaane do Aanevaala aayega, janevaala jaaegaa Tum naa maane to jaane do Tauba-tauba, kya hoga? hona hai jo vo hoga Hota hai jo, ho jaane do Aanevaala aayega, janevaala jaaegaa Tum naa maane to jaane do Jaane kiski baath karoon main Jaane kiskaa naam loon Thodee der ruko, main dhak-dhak karte dil ko thaam loon Dhak-dhak, dhak-dhak, dhak-dhak Mera dil hai deewaanaa, deewaanon ka deewaanaa Deewaane ko samjhaane do Aanevaala aayega, janevaala jaaegaa Tum naa maane to jaane do Main bebas hoon Tere bas mein mujko ye iqaraar hai Par ye bulbul kab ud jae Koyi etbaar hai Ik haea ka main jhonka, de jaaongi main dhokaa Aisa mauka to aanae do Aanevaala aayega, janevaala jaaegaa Tum naa maane to jaane do Tumne sochaa hoga, "main aurat hoon, main kamazor hoon " Main ghar mein kuch aur hoon, ghar se baahar kuch main aur hoon Main hasina, tum daaku, main hoon sheesha, tum pathar Sheesha-pathar takaraane do Aanevaala aayega, janevaala jaaegaa Tum naa mano to jaane do Tauba-tauba, kya hoga? hona hai jo vo hoga Hota hai jo, ho jaane do Aanevaala aayega, janevaala jaaegaa Tum naa maane to jaane do