Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Zinda Rahey
A.R. Rahman; Hiral Viradia; Irshad Kamil
Popularity · Low
+
Soninke · Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Zinda rahe...
Zinda rahe saya saron pe tera
Zinda rahe yoddha yodhapan tera
Neela-neela aasmaan
Aa mile ab pakhi se pakhi
Subah ka dar khule, ho
Sapnon ka ambar khule, ho
Zinda rahe...
Sachchai, achchhai zinda rahe
Aankhon mein aashayein zinda rahe
Veeron ki gaathayein zinda rahe
Nyaay mein zinda rahe
O baaghi, o bekal, o raahi, o baadal
Teri hi jay-jay sannaaton mein goonje
Kaanton pe bikhrein, chattaanon pe thehrein
Teri jay zinda rahe
Zinda rahe...
Zinda rahe saya saron pe tera
Zinda rahe yoddha yodhapan tera
Neela-neela aasmaan
Aa mile ab pakhi se pakhi
Subah ka dar khulega
Ho, sapnon ka ambar khulega
Zinda rahe...
Sachchai, achchhai zinda rahe
Aankhon mein aashayein zinda rahe (zinda rahe)
Veeron ki gaathayein zinda rahe
Nyaay mein zinda rahe (zinda rahe)
O baaghi, o bekal, o raahi, o baadal
Teri hi jay-jay sannaaton mein goonje (zinda rahe)
Kaanton pe bikhrein, chattaanon pe thehrein
Teri jay zinda rahe
Zinda rahe saya saron pe tera
Zinda rahe...