Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Piya Ki Nagari
Vipin Patwa
,
Pratibha Baghel
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Piya ke nagari se jaane kaun aaya hai
Mere khadmon ko yun bahkaya aaya hai
Piya ke nagari se jaane kaun aaya hai
Mere khadmon ko yun bahkaya aaya hai
Koi toh raaz bataaye re
Jiyaa kyu dhadkaa jaaye re
Koi toh raaz bataaye re
Jiyaa kyu dhadkaa jaaye re
Koi toh raaz bataaye re
Jiyaa kyu dhadkaa jaaye re
Ho khushboo khushiyaan
Khwab khwaishein
Anchal mein bhar laya hain
Ho pankhudiyan barsa ke mujh pe
Rom-rom mehkaya hain
Koi toh raaz bataaye re
Jiyaa kyu dhadkaa jaaye re.
Koi toh raaz bataaye re
Jiyaa kyu dhadkaa jaaye re.
Koi toh raaz bataaye re
Jiyaa kyu dhadkaa jaaye re.