Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Barhaan Dil
Barhaan Dil
Popularity · Low
+
Soninke · Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Barhaa Dil Mein Ek Sawaal Aaya Aaj Socha To Yeh Khayaal Aaya
Barhaa Dil Mein Ek Sawaal Aaya
Aaj Socha To Yeh Khayaal Aaya
Do Qadam Saath Bas Chale Tum Ham
Ham Safar To Na The Kabhi Tum Ham
Barhaa Dil Mein Ek Sawaal Aaya
Teri Baaton Pe Muskuraen Aankhain
Teri Khushboo Se Gungunaen Saansain
Mere Is Dil Ko Hai Bas Aik Hi Gham
Ham Safar To Na The Kabhi Tum Ham
Barhaa Dil Mein Ek Sawaal Aaya
Aaj Socha To Yeh Khayaal Aaya
Do Qadam Saath Bas Chale Tum Ham
Ham Safar To Na The Kabhi Tum Ham
Barhaa Dil Mein Ek Sawaal Aaya
Aaj Phir Teri Yaad Aai Hai
Paas Mere Meri Tanhai Hai
Chalo Acha Hai Toote Saare Bharam
Ham Safar To Na The Kabhi Tum Ham
Barhaa Dil Mein Ek Sawaal Aaya
Aaj Socha To Yeh Khayaal Aaya
Do Qadam Saath Bas Chale Tum Ham
Ham Safar To Na The Kabhi Tum Ham
Barhaa Dil Mein Ek Sawaal Aaya