Skip to content

Lamhe - Dj Mix / From "Zeher"

Popularity ยท Low

Listen

YouTube

0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced

Lyrics

Woh lamhe, woh baatein, Koi na jaane Thi kaisi raatein Hooo, barsaatein Woh bheegi bheegi yaadein Woh bheegi bheegi yaadein Na main jaanoun Na tu jaane Aa ah Kaisa hai ye mausam Koi na jaane, Kahi se hai fizaa aayi Ghamon ki dhoop sang laayi Khafaa hogaye hum Judaa hogaye hum Woh Lamhe, wo baatein, Koi na jaane Thi kaisi raatein Hooo, barsaatein Woh bheegi bheegi yaadein Woh bheegi bheegi yaadein Ho.oo.oo. Saagar ki, Gehraayi se Gehra hai Apna pyaar Sehraoun ki In hawaon me Kaise aayeee-gi bahaar Kahan se ye hawa aayi Ghataayen kaali kyoun chhaayi Khafaa hogaye hum Judaa hogaye hum Wo Lamhe, wo baatein, Koi na jaane Thi kaisi raatein Hooo, barsaatein Wo bheegi bheegi yaadein Wo bheegi bheegi yaadein Ho.oo.oo ho.oo.oo.oo Ho.oo.oo ho, ho ho ho Aa.aa.aa.ah