Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Khwaish Poori
Rochak Kohli, Gurpreet Saini, Jubin Nautiyal, and Sanjoy
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Hote hain aise bhi kuchh safar
Jahan khone mein hai maza
Dhoonda jo khwab maine duniya mein
Woh dil ke kareeb mila
Honthon ke kone pe hasi mili
Hai aasmaan, zameen khili-khili
Jo chaaha tha mila mujhe
Maine jab se hai dil ki suni
Ke khwahish meri hai poori hui
Hain raahein nayi, mujhe dar nahi yahaan
Ke khwahish meri hai poori hui
Hain raahein nayi, mujhe dar nahi yahaan
Yeh tere sheher ki adaaon ne
Mujh pe asar hai kiya
Bekhudi hai hawaaon mein
Mujhe bekhabar hai kiya
Aaye na koi aaye sath mein
Sitaaron se bhari hai raat yeh
Udoon main hoke befikar
Maine jab se hai dil ki suni
Ke khwahish meri hai poori hui
Hain raahein nayi, mujhe dar nahi yahaan
Ke khwahish meri hai poori hui
Hain raahein nayi, mujhe dar nahi yahaan
Khwahish meri
Khwahish meri
Khwahish meri
Khwahish meri