Teri Yaad
Popularity · Low
Listen
YouTube
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Soch kar tu hai mere baahon mein,
Baahon se laga leta hu inn pillon ko,
Aasun se haa mulakatein hoti har raaton mein,
Ye har waqt kyun tootna padta dillon ko.
Soch kar tu hai mere baahon mein,
Baahon se laga leta hu inn pillon ko,
Aasun se haa mulakatein hoti har raaton mein,
Ye har waqt kyun tootna padta dillon ko.
Jeeno do mujhko meri zindagi sukoon se,
Yaadon ko bhi tere bhula pata tha kaash,
Hokar bhi aisa lagra nahi hu me,
Padhi hai koi zinda laash.
Hun me ek laash meri rooh ko bhi dafna do,
Par ek baar baat karwa dena meri uske sath,
Jazbat mere aise naa samjha sakta,
Teri yaadon ka hu me kis kadar shikar.
Tere baaton me kuch toh tha raaz,
Jisne mujhe apna banaya tha,
Tera ho jata tha fir me kaash,
Kyun tune aisa mujhe sapna dikhaya tha.
Chod diya mera sath,
Tuth chuka hai mera dil,
Khud ko deta raha jhute dilase,
Ki khush hu me bohot ab tere bin. (khush hu me bohot aab tere bin)
Tere sath joh bhi pal ye guzare the,
Tere baahon me pal yeh bitayein the,
Tere sath bithani thi zindagi,
Kyun ab dooriyan mujhse bana diye.
Tujhse beshumar pyaar,
Tu hi meri manzil,
Ghisa chirag bahar aya jin,
Maang lu tujhe par tu khush hai mere bin.
Tujhme tha nasha,
Mujhme hai wafa,
Tum me ab wafa nahi mohabbat ki hai tumse beshumar bepanah behisaab,
Nayab chiz khuda ne joh bana di.
Soch kar tu hai mere baahon mein,
Baahon se laga leta hu inn pillon ko,
Aasun se haa mulakatein hoti har raaton mein,
Ye har waqt kyun tootna padta dillon ko
Soch kar tu hai mere baahon mein,
Baahon se laga leta hu inn pillon ko,
Aasun se haa mulakatein hoti har raaton mein,
Ye har waqt kyun tootna padta dillon ko.