Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Bandaa Re
Krishna Beura
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
O Ho.
Mauko Kahaan Dhoondhe Re Bande, Main To Tere Paas Mein
Naa Teerath Mein Naa Moorat Mein, Naa Ekaant Niwaas Mein
O.Naa Mandir Mein Naa Masjid Mein, Naa Kabhi Kailaash Mein
Main To Tere Paas Mein Bande... Main To Tere Paas Mein
Bandaa Re...
Ho... Khoji Hoye Turant Mil Jaaoon, Ek Pal Ki Talaash Mein
Kahd Kabir sunoh bhai Saadho, Main To Hoon Vishwas Mein
O Bandao Re... Main To Tere Paas Mein.
O Bandao Re... Main To Tere Paas Mein.
O.Naa Main Jap Mein, Naa Main Tap Mein, Naa Barat Upaas Mein
Naa Main Kirya Karam Mein Rehta, Naa Hi Jog Sanyaas Mein
Nahi Praan Mein Nahi Pind Mein
Naa Brahmaand Aakash Mein, Naa Main Prakriti Pravar Gufaa Mein
Naa Hi Swaas Ki Saans Mein
Naa Hi Swaas Ki Saans Mein
Ho... Khoji Hoye Turant Mil Jaaoon, Ek Pal Ki Talaash Mein
Kahd Kabir sunoh bhai Saadho, Main To Hoon Vishwas Mein
O Bandao Re... Main To Tere Paas Mein... (6)
Sambhavaami Yuge Yuge, Sambhavaami Yuge Yuge
O Bandao Re... Main To Tere Paas Mein... (2)
Sambhavaami Yuge Yuge, Sambhavaami Yuge Yuge... (2)