Adrak Wali Chai
Popularity · Low
Listen
YouTube
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
O Yeah, Ch-Chai
Umer ho 20 ya 50 kay under
Delhi ki sardi razai kay under
Scooter ki gaddi
Halwai ki jalebi
I love you bolegi to pee ker kay baby
Adrak wali chai
Adrak wali chai
Dhoom dhoom machaye
Adrak wali chai
Jab ser main pain ho
baarish ya rain ho
Samajh na aye aur mood insane ho
Left wala dill bhataknay lagay
Aur baat kahin per ataknay lagay
dil bolay bhago run run run
Ghar main na office main fun fun fun
barson purana nuskha hai yeh
na tera na mera na uska hai yeh
I'm sure tu nahi ker sakay gi guess
seconds main you will be out of your mess
piye gi bolay gi haye haye haye
pehlay kiun nahi bataya why why why
adrak wali chaye
adrak wali chaye
dhoom dhoom machaye
adrak wali chaye
adrak wali chaye
emotions ko jagaye
adrak wali chaye
scooter ki gaddi
halwai ki jalebi
I love you bolegi
to pee ker kay baby
chal chal kay kitna paseena aagaya
jitna kamaya wo tax kha gaya
batay kero phone per chila chila kay
khush kero kissi ko pilla pilla kay
teacher bhi kabhi kabhi bore keray hai
mood agar kharab ho to shor keray hai
dunya kameeni hai
life phir bhi jeeni hai
aaj to for sure peeni hi peeni hai
adrak wali chaye
adrak wali chaye
dhoom dhoom machaye
adrak wali chaye
adrak wali chaye
adrak wali chaye
emotions ko jagaye
adrak wali chaye
chaye aa, chaye aa
adrak wali chaye
adrak wali chaye
dhoom dhoom machaye
adrak wali chaye
jab ser main pain ho
baarish ya rain ho
samajh main na aye
aur mood insane ho
left wala dil