Skip to content

Raita

Popularity · Low

Listen

YouTube

0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced

Lyrics

Mai hasu par chah k nahi Ye dill age yaha pe nahi Ye daaru khushi laati nahi Who raita faila k gayi Mai hasu par chah k nahi Ye dill age yah ape nahi Ye daaru khushi laati nahi Who raita faila k gayi Roorkee Mai jo bhi bana uske peeche bas tu thi Maa baap shuru se sath ni Karien nafrat ek dooje se khudse hum jitni Calm abhi bhi hai bhai se badke Ye toxic fans ko saali baat ni pachri Pehnu sharam apni han woh mujhpe jachti Mere baap ko pasand hai mere naak ki nathni Mere baap ko pasand ni meri kaam ki latt bhi Mere ops ko pasand hai mere haath ki chutney Bhai mic pe aata to lage brrr me waqt ni Sci fi mere daye baye bohot hain charsi Bhai jaayein jabhi bhai jaaye bohot hai charbi Usse lage mera dost hai Bawe nahi Abey Chodu meri choto pe hain taake kayi Me hasu par hasu par chahke nahi Mai hasu par chah k nahi Ye dill age yaha pe nahi Ye daaru khushi laati nahi Who raita faila k gayi Mai hasu par chah k nahi Ye dill age yah ape nahi Ye daaru khushi laati nahi Who raita faila k gayi Bhai jaaye cole lamar beat pe Frappe ne bola to likhu 30,000 ft pe Chalana sikhaata inhe teer kamaan theek se Yaunde saare humi se to Seekhke bars likhte Ek chutiye ne kari thi koshish diss karne ki Aaya gaana mere paas unreleased ek Boye ne pucha kya kare haga hua gana tha Bola chodo rey balak hai usse Lene do hype thoda khush rahega Aaj ki date me iss jhat pe ni jhool payega Mic pe matt aana tu chud jayega Inn ladko ka haath ni ruk payega Aana ni paas you'll get lost in the sauce Saale abj ki crocs me gum jayega Ye chota discog nahi tik payega Lega tu saans sab dikh jayega Aur tabhi mera patience buddy kabhi Mera patience buddy kabhi Test ni karna Kal ki raat thi 3 din pehle meri Na saans aye naak mei hai barf jami padi Latt lagi buri, smackiyo se vasta na katai Palta mai mataji ki aadaton ko meri Unse Sach bolta hu toh woh hass padte hai Chupa rustam mai meri 10 partien hai Meri colony mei dadiyo k 10 tante hai Jaanu k woh khudse na sampark mei hai Dil deta lumsum mei mai Dada peere daaru 30 saal se hai pyaar unse bht Par ptani kyu shaq karte hai Saari he riyasaton mei karz gande hai Sunte jo humko woh humdum se hai Andhere samete baitha kala dil mera Ujalo mei jaaneman dono mast lagte hai