Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Pehla Nasha
Udit Narayan
,
Jatin-Lalit
,
Sadhana Sargam
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Chaahe tum kuch naa kaho maine sun liya
Ke saathi pyaar kaa mujhe chun liya
Chun liya maine sun liya
Pehla nasha pehla khumaar
Nayaa pyaar he nayaa intazaar
Kar lun main kya apana haal
I dil-e-beqaraar
Mere dil-e-beqaraar tu hi bataa
Pehla nasha pehla khumaar
Udata hi phirun in hawaaon main kahin
Yaa main jhul jaaon, in ghataon main kahin
Udata hi phirun in hawaaon main kahin
Yaa main jhul jaaon, in ghataon main kahin
Ek kar don aasmaan or zameen
Kaho yaaron kya karuun kya nahin
Pehla nasha pehla khumaar
Nayaa pyaar he nayaa intazaar
Kar lun main kya apana haal
I dil-e-beqaraar
Mere dil-e-beqaraar tu hi bataa
Pehla nasha pehla khumaar
Usne baat kii, kuch aise dhang se
Sapane de gaya wo hajaaron rang ke
Usne baat kii, kuch aise dhang se
Sapane de gaya wo hajaaron rang ke
Rah jaaon jaise main haar ke
Or chume wo mujhe pyaar se
Pehla nasha pehla khumaar
Nayaa pyaar he nayaa intazaar
Kar lun main kya apana haal
I dil-e-beqaraar
Mere dil-e-beqaraar