Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Madhosh Dil Ki Dhadkan
Jatin - Lalit
Popularity · Low
+
Soninke · Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Madahosh dil kii dhadkan, chup si tanhai

Chup gaya chaand kyon, kya teri zulf laharaai

Madahosh dil kii dhadkan, chup si ye tanhai
Phir teri yaad ne, dil main lee yaar angadaai
Madahosh dil kii dhadkan, chup si ye tanhai
Ye rat jage, lambi raaton ke dil naa lagen
Kya karun?
Ye silsile, dil kii baton ke jaadu chalem
Kya karun?
Bikharaa zulfen so jaaun
Dil chaahe kahin kho jaaun
Madahosh dil kii dhadkan, chup si ye tanhai
Ye teri aashiqui, kar naa de meri rusvaai
Madahosh dil kii dhadkan, chup si ye tanhai
Kahana tha jo, honton se maine aankhon se wo
Kah liya
Dil main tere, rahanaa he mujhako is duniya main
Rah liya
Aa lag ja tu is dil se
Ke milte hai dil mushqil se
Madahosh dil kii dhadkan, chup si ye tanhai
Madahosh dil kii dhadkan, chup si ye tanhai
Dil liya jaan bhi, legaa ye pyaar harjaai
Madahosh dil kii dhadkan, chup si ye tanhai
Chup gaya chaand kyon, kya teri zulf laharaai
Madahosh dil kii dhadkan, chup si ye tanhai
Chup si ye tanhai
Chup si ye tanhai