Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Ishq Wala Love (From "Student of the Year")
Vishal & Shekhar, Shekhar Ravjiani, Salim Sadruddin Merchant & Neeti Mohan
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Surkh wala, souz wala, faiz wala love
Hota hai jo love se zyaada, vaise waalaa love
Ishq waalaa love
Hua jo dard bhee to hamko aaj kuch zyaada hua
Ishq waalaa love
Ye kya hua hai kya khabar yahi pataa hai zyaada hua
Ishq waalaa love
Agar ye usko bhi hua hai, fir bhi mujhko zyada hua
Ishq waalaa love
Meri neend jaise pehlee baar tuuti hai
Ankhe mal ke maine dekhi hai subah
Hui dhoop zyada, leke teri roshani din chada
Ishq waalaa love
Jhaanke baadlon kee jaali ke peechhe se
Kare chandni ye mujhko itla
Leke noor zyaada chaand mera yahin pe hai chhupa
Chhupa hua
Ishq waalaa love
Hua jo dard bhee to hamko aaj kuch zyaada hua
Ishq waalaa love
Ye kya hua hai kya khabar yahi pataa hai zyaada hua
Ishq waalaa love
Agar ye usko bhi hua hai, fir bhi mujhko zyada hua
Ishq waalaa love
Kyun na aisa hota, jo milte tum
Ho jaate guum saath mere
Hote-hote hoga samajhaayen hum
Tham ja e tham o dil mere
Toota zyada-zyada tara jab gira
Zara zyada-zyada maangu dil tera
Tab bhi zyaada-zyaada maane naa dil ye sarphira
Ishq waalaa love
Bada ye dil naadan tha, par aaj kuch zyada hua
Ishq waalaa love
Jo khone ka tha dar tujhe, pata nahi kyu zyada hua
Ishq waalaa love
Hua jo dard bhee to hamko aaj kuch zyaada hua
Ishq waalaa love
Ye kya hua hai kya khabar yahi pataa hai zyaada hua
Ishq waalaa love
Agar ye usko bhi hua hai, fir bhi mujhko zyada hua
Ishq waalaa love
Ishq waalaa love
Surkh wala, souz wala, faiz wala love
Hota hai jo love se zyada vaise vaala love
Surkh wala, souz wala, faiz wala love
Hota hai jo love se zyada vaise vaala love