Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Yeh Umar Hai Kya Rangeeli
Usha Mangeshkar
,
Manna Dey
,
Asha Bhosle
Popularity ยท Low
+
๐ณ๐ฌ Hausa ยท Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Yeh umar hai kya rangeeli
Yeh nazar hai kya nasheeli
Pyaar mein khoye-khoye nain, humaara rom-rom bechain
Humaara hi zamaana hai
Haaye, hum par thi jawaani
Aur duniya thi deewani
Kisike hum hi the dildaar, koi kartaa tha humse pyaar
Humaara bhi zamaana tha
Haaye, hum par thi jawaani
ย
Ye matwaali chanchal aankhein
Dekhein sapne paagal aankhein
Guzra bachpan, chhayi bahaarein
Guzra bachpan, chhayi bahaarein, chaal hui mastaani
Yeh umar hai kya rangeeli
Yeh nazar hai kya nasheeli
Pyaar mein khoye-khoye nain, humaara rom-rom bechain
Humaara hi zamaana hai
Yeh umar hai kya rangeeli
ย
Dum hai jab tak (oh-ho) jeevan apna (mm-hm)
Arey, jaan hai jab tak (phir) sab kuch apna (wa re, buddhe)
Dil ki baatein sun lo ab toh
Dil ki baatein sun lo ab toh aankhon ki jubaani
Oh, haaye, hum par thi jawaani
Aur duniya thi deewani
Kisike hum hi the dildaar, koi kartaa tha humse pyaar
Humaara bhi zamaana tha
Haaye, hum par thi jawaani
ย
Jeevan kya hai? Hanste rehna
Man najaane behte rehna
"Chhup ke baitho," maane na hum
"Chhup ke baitho," maane na hum, baatein wo puraani
Yeh umar hai kya rangeeli
Yeh nazar hai kya nasheeli
Pyaar mein khoye-khoye nain, humaara rom-rom bechain
Humaara hi zamaana hai
Humaara bhi zamaana tha
Humaara hi zamaana hai
Humaara bhi zamaana tha
Humaara hi zamaana hai
Humaara bhi zamaana tha
Humaara hi zamaana hai
Humaara bhi zamaana tha
ย