Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Phir Aankh Se Ansoo Barse - Raja Rani
Lata Mangeshkar
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Phir aankh se aansoo barse
Phir chhaayi ghata ghanghor
Likhne waalon se keh do
Likhe ek kahaani aur
Phir aankh se aansoo barse
Phir chhaayi ghata ghanghor
Likhne waalon se keh do
Likhe ek kahaani aur
Na kisi ko taras hi aaya
Na kisi ko laaj
Logon ne hans kar dekha
Phir ek tamasha aaj
Lo, aasmaan mein kat gayi
Lo, aasmaan mein kat gayi
Phir ek patang ki dor
Likhne waalon se keh do
Likhe ek kahaani aur
Phir ek aangan ki chhaon
Ban gayi parbat ki dhoop
Phir ek Ganga ki mauj ne
Badla madira ka roop
Phir ek panghat ki raani
Phir ek panghat ki raani
Chal di marghat ki ore
Likhne waalon se keh do
Likhe ek kahaani aur
Kit jaaye udd kar panchhi
Jiske na par, na baal
Aur chaaron taraf shikaari
Baithe phailaaye jaal
Iss choron ki nagari mein
Iss choron ki nagari mein
Har koyi roop ka chor
Likhne waalon se keh do
Likhe ek kahaani aur
Phir aankh se aansoo barse
Phir chhaayi ghata ghanghor
Likhne waalon se keh do
Likhe ek kahaani aur