Ishq Jadu Ishq Tona
Popularity · Low
Listen
YouTube
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Ishq jaadu, ishq tona
Ishq chaandi, ishq sona
Na jaane kahan dil ye mera kho gaya
Dekha jo tujhe ishq mujhe ho gaya
Na jaane kahan dil ye mera kho gaya
Dekha jo tujhe ishq mujhe ho gaya
Jaan-e-mann iss umar mein hai zaroori
Ishq hona, ishq hona
Ishq jaadu, ishq tona
Ishq chaandi, ishq sona
In aankhon ka afsana main ban baitha deewana
Tune, o jaanejaana, kya kiya
In aankhon ka afsana main ban baitha deewana
Tune, o jaanejaana, kya kiya
Ishq hasna, ishq rona
Ishq jaadu, ishq tona
Na jaane kahan dil ye mera kho gaya
Dekha jo tujhe ishq mujhe ho gaya
Jaan-e-mann iss umar mein hai zaroori
Ishq hona, ishq hona
Khushboo si mehki mehki, sholo si dahki dahki
Main toh hoon behki behki hai nasha
Khushboo si mehki mehki, sholo si dahki dahki
Main toh hoon behki behki hai nasha
Ishq hona, ishq hona
Ishq chaandi, ishq sona
Ho, na jaane kahan dil ye mera kho gaya
Dekha jo tujhe ishq mujhe ho gaya
Ho, na jaane kahan dil ye mera kho gaya
Dekha jo tujhe ishq mujhe ho gaya
Jaan-e-mann iss umar mein hai zaroori
Ishq hona, ishq jaadu
Ishq tona, ishq chaandi, ishq sona
Jaan-e-mann iss umar mein hai zaroori
Ishq hona, ishq hona
Ishq jaadu