Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Jawani Jan-E-Man
Asha Bhosle
Popularity · Moderate
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Javaani jaaneman haseen dilruba
Mili do dil javaan nisaar ho gaya
Javaani jaaneman haseen dilruba
Mili do dil javaan nisaar ho gaya
Shikaaree khud yahaan shikaar ho gaya
Ye kya sitam hua, ye kya zulam hua
Ye kya gazab hua, ye kaise kab hua
Na jaanoon main, na jaane vo, aaha
Javaani jaaneman haseen dilruba
Mili do dil javaan nisaar ho gaya
Aayi aayi dur se dekho dekho
Dilruba aisi aisi
Khaayi khaayi bejubaan dil ne dil ne
Chot ye kaisee
Are vo haan -haan mili nazar
Are ye haan -haan hua asar
Nazar-nazar milee, samaan badal gaya
Chalaaya tir jo mujhi pe chal gaya
Gazab hua, ye kya hua, ye kab hua
Na jaanoon main, na jaane vo, oho
Javaani jaaneman haseen dilruba
Mili do dil javaan nisaar ho gaya
Shikaaree khud yahaan shikaar ho gaya
Ye kya sitam hua, ye kya zulam hua
Ye kya gazab hua, ye kaise kab hua
Na jaanoon main, na jaane vo, aaha
Dil ye dil ye pyaar mein kaise kaise
Khota hai dekho dekho
Kaatil kaatil jaaneman kaise kaise
Hota hai dekho
Are vo haan -haan, milaa sanam
Are ye haan -haan, hua sitam
Vo dushman-e-janaa dildaar ho gaya
Saiyaad ko bulbul se pyaar ho gaya
Gazab hua, ye kya hua, ye kab hua
Na jaanoon main, na jaane vo, oho
Javaani jaaneman haseen dilruba
Mili do dil javaan nisaar ho gaya
Shikaaree khud yahaan shikaar ho gaya
Ye kya sitam hua, ye kya zulam hua
Ye kya gazab hua, ye kaise kab hua
Na jaanoon main, na jaane vo