Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Phir Le Aya Dil (From "Barfi!")
Shafqat Amanat Ali
Popularity ยท Low
+
๐ณ๐ฌ Hausa ยท Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Phir le aaya dil majboor, kya keeje
Haan, phir le aaya dil majboor, kya keeje
Raas na aaya rehna door, kya keeje
Dil keh raha, "Usey mukammal kar bhi aao
Woh jo adhuri si baat baaqi hai
Woh jo adhuri si yaad baaqi hai
Woh jo adhuri si yaad baaqi hai"
ย
Karte hain hum aaj qubool, kya keeje
Ho gayi thi jo humse bhool, kya keeje
Karte hain hum aaj qubool, kya keeje
Ho gayi thi jo humse bhool, kya keeje
Dil keh raha, "Usey muyassar kar bhi aao
Woh jo dabi si aas baaqi hai
Woh jo dabi si aanch baaqi hai
Woh jo dabi si aanch baaqi hai
Woh jo dabi si aanch baaqi hai"
ย
Ho, qismat ko hai yeh manzoor, kya keeje
Milte rahein hum ba-dastoor, kya keeje
Qismat ko hai yeh manzoor, kya keeje
Milte rahein hum ba-dastoor, kya keeje
Dil keh raha, "Usey musalsal kar bhi aao
Woh jo adhuri si raah baaqi hai
Woh jo ruki si chaah baaqi hai
Woh jo ruki si chaah baaqi hai
Woh jo ruki si chaah baaqi hai"
Woh jo ruki si chaah baaqi hai
Woh jo ruki si chaah baaqi hai
ย