Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Gardish
Karavan
Popularity · Moderate
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Pal mein paana, pal mein khona hai, khona hai
Dheere-dheere ab toh rona hai, rona hai
Kya bedaari hai, kya sona hai, sona hai
Ho jaaye woh jo bhi hona hai, hona hai
Isi gardish-e-mah-o-saal mein
Kabhi aa milo kisi haal mein
Isi gardish-e-mah-o-saal mein
Kabhi aa milo kisi haal mein
Badi aas hai, badi pyaas hai
Dekho toh sahi
Mera dil abhi mere paas hai
Dekho toh sahi
Badi aas hai, badi pyaas hai
Dekho toh sahi
Mera dil abhi mere paas hai
Dekho toh sahi
Hadd se aage jaaun kaise main? Kaise main?
Saaya-saaya chaahun kaise main? Kaise main?
Tumse milne aaun kaise main? Kaise main?
Apni manzil paaun kaise main? Kaise main?
Isi gardish-e-mah-o-saal mein
Kabhi aa milo kisi haal mein
Isi gardish-e-mah-o-saal mein
Kabhi aa milo kisi haal mein
Badi aas hai, badi pyaas hai
Dekho toh sahi
Mera dil abhi mere paas hai
Dekho toh sahi
Badi aas hai, badi pyaas hai
Dekho toh sahi
Mera dil abhi mere paas hai
Dekho toh sahi
Dil ki tanhaai hai kya
Gham ki shehnaai hai kya
Humko taqdeer ne zanjeer
Yeh pehnaai hai kya
Aankhon ka paani hai kya
Bheegi purvaai hai kya
Pyaar hi na jaane
Dil ki tanhaai, tanhaai hai kya
Dil ki veeraani hai kya
Itni hairaani hai kya
Ab toh har saans hi dushwaar hai
Aasaani hai kya
Jeena beimaani hai kya
Duniya anjaani hai kya
Pyaar hi na jaane
Dil ki veeraani, veeraani hai kya
Pyaar hi na jaane, jaane
Pyaar hi na jaane, jaane
Pyaar hi na jaane, na jaane
Na jaane, jaane, jaane
Pyaar hi na jaane, jaane
Pyaar hi na jaane, jaane
Pyaar hi na jaane, na jaane
Na jaane, jaane, jaane
(Na jaane, jaane)
(Na jaane, jaane)
(Aa, na jaane)
Karavan se mile karavan
Manzilon ki taraf ho ravan
Karavan se mile karavan