Skip to content

Harf

Popularity · Low

Listen

YouTube

0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced

Lyrics

Bewajah zarf kyun Harf jo hai badshah Bezubaan ki zubaan Pe haal-e-dil hai raazdaan Rehnuma bas harf kyun Harf hi hai kehkashan Harf ki karigari Harf ke sab imtihaan Cheaday na koi barg-e-saaz Kholay na koi marg-e-raaz Nuks phir koi khil ke aagaya Shor na sadah, O marhaba Aaj kal koi, khwaab na khumaar Nargis-e-jaza, 0 shadmaan Ban ke aah-o-zaar nafs-e-nagawaar Hasratein hazaar hoye mazaar Shab gaye daag-e-dil ko qaraar Majlis-e-wafa ho beshumaar Khwahishen zard kyun Harf jo hai badshah Ho azmaa khwabon ka zor is tarah Harf phir ho aabshaar Cheaday na koi barg-e-saaz Kholay na koi marg-e-raaz