Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Hum Nahin
Song, Abhijeet, Alka Yagnik, Sonu Nigam
Popularity ยท Low
+
๐ณ๐ฌ Hausa ยท Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Hum nahin tere dushmanon mein
Hum nahin tere dushmanon mein
Kyun humko deewana banaya, banaya?
Kyun humko deewana banaya?
Hum toh hain tere doston mein
Hum toh hain tere doston mein
Kyun tune mera dil churaya, churaya?
Kyun tune mera dil churaya?
ย
Hum kahin ek din yoon yak-ba-yak mil gaye the
Ishq ke, pyaar ke mastane gul khil gaye the
Faasle mit gaye, nazdeek aane lage hum
Bekhudi yoon badhi, saanson pe chhane lage hum
Hum nahin tere qaatilon mein
Hum nahin tere qaatilon mein
Kyun zulfon mein humko phansaya, phansaya?
Kyun zulfon mein humko phansaya?
Haan, hum toh hain tere doston mein
Hum toh hain tere doston mein
Kyun tune mera dil churaya, churaya?
Kyun tune mera dil churaya?
ย
Yeh mera dil gaya bas dillagi-dillagi mein
Bhool ke do jahaan, dooba teri aashiqui mein
Sochta hoon, sanam, "Iqraar kaise karoon main?
Pyaar ke dard ka izhaar kaise karoon main?"
Hum toh hain teri dhadkanon mein
Hum toh hain teri dhadkanon mein
Kyun dard-e-jigar ko badhaya, badhaya?
Kyun dard-e-jigar ko badhaya?
Hum nahin tere dushmanon mein
Hum nahin tere dushmanon mein
Kyun humko deewana banaya, banaya?
Kyun humko deewana banaya?
ย
Chaahte sab jise main woh haseen chaandni hoon
Yeh toh bas jaane Rabb, kis ke liye main bani hoon
Aarzoo kya kahe, samjho zara tum ishaare
Pyaar ke khel mein jeete koi, koi haare
Hum toh hain tere baazuon mein
Hum toh hain tere baazuon mein
Kyun ilzaam humpe lagaya, lagaya?
Kyun ilzaam humpe lagaya?
Hum nahin tere dushmanon mein
Hum toh hain tere doston mein
Kyun humko deewana banaya, banaya?
Kyun humko deewana banaya?
Kyun tune mera dil churaya, churaya?
Kyun tune mera dil churaya?
ย