Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Gham Ka Khazana Tera Bhi Hai Mera Bhi
Jagjit Singh
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Gam ka khazaana tera bhee hai, mera bhee
Gam ka khazaana tera bhee hai, mera bhee
Ye nazraana tera bhee hai, mera bhee
Apanae gam ko geet bana kar ga lenaa
Apanae gam ko geet bana kar ga lenaa
Raag puraanaa tera bhee hai, mera bhee
Raag puraanaa tera bhee hai, mera bhee
Gam ka khazaana tera bhee hai, mera bhee
Too mujko aur main tujko samjhaoon kya?
Too mujko aur main tujko samjhaoon kya?
Dil deewaanaa tera bhee hai, mera bhee
Dil deewaanaa tera bhee hai, mera bhee
Gam ka khazaana tera bhee hai, mera bhee
Shahar me galiyon-galiyon jiskaa charchaa hai
Shahar me galiyon-galiyon jiskaa charchaa hai
Vo afasaana tera bhee hai, mera bhee
Maykhaane kee baath na kar wiz mujse
Maykhaane kee baath na kar wiz mujse
Aana-jaana tera bhee hai, mera bhee
Gam ka khazaana tera bhee hai, mera bhee
Ye nazraana tera bhee hai, mera bhee
Gam ka khazaana tera bhee hai, mera bhee