Skip to content

Teri Meri Baat

Popularity ยท Low

Listen

YouTube

0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced

Lyrics

Teri meri baat ho Kaise jabke hai ye hal Main jinko zulfe kahta hu Tu kahta hai bal Main inko banau main inko sawaru Main inko sajau ye mera hai kam Inko jo chulu to gum ko main bhulu Dil mera paye aaram Teri meri baat ho Kaise jabke hai ye hal Main jinko zulfe kahta hu Tu kahta hai bal Main inko banau main inko sawaru Main inko sajau ye mera hai kam Inko jo chulu to gum ko main bhulu Dil mera paye aaram Katu jab zulfe to sab kahe aah Bad mein magar sab kahe wah ji wah Katu jab zulfe to sab kahe aah Bad me magar sab kahe wah ji wah Hai uske chehre pe sabki nigah Zulfo ko jiski main hath laga du Teri meri meri teri baat ho Kaise jabke hai ye hal Main jinko zulfe kahta hu Tu kahta hai bal Main inko banau main inko sawaru Main inko sajau ye mera hai kam Inko jo chulu to gum ko main bhulu Dil mera paye aaram Kali rato ki zulfe kali rsham si zulfe Hai ghaneri ye zulfe hai andheri ye zulfe Haye lahrati zulfe haye bal khati zulfe Nagino jaisi ye zulfe Kya kahu kaisi zulfe O sun le tu jara sunle Meri baat azab nirali hai O sunle tu abhi khuke Ye zulf bikharne wali hai Teri meri meri teri baat Ho kaise jabke hai ye hal Main jinko zulfe kahta hu Tu kahta hai bal Main inko banau main inko sawaru Main inko sajau ye mera hai kam Inko jo chulu to gum ko main bhulu Dil mera paye aaram Zulfe sawaru main to Wo bhi hai khush Main bhi hu khush Rup nikharu main to Wo bhi hai khush Main bhi hu khush Zulfo wale mujhko jane sare Hasi mujhko pahchane Kya samjhau kaise main baatalu Jisme barso se uljha Hu zulfo ka hai jal Teri meri meri teri baat ho Kaise jabke hai ye hal Main jinko zulfe kahta hu Tu kahta hai bal Main inko banau main inko sawaru Main inko sajau ye mera hai kam Inko jo chulu to ghum ko main bhulu Dil mera paye aaram