Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Awaarapan Banjarapan
KK
Popularity · Low
+
Soninke · Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Aawaaraapan, banjaaraapan, ek khala hai seene mein
Har dam, har pal bechaini hai, kaun bhalaa hai seene mein?
Is dharti par jis pal sooraj rose savere ugta hai

Apanae liye to theek usi pal rose dhalaa hai seene mein
Aawaaraapan, banjaaraapan, ek khala hai seene mein
Jaane ye kaisee aag lagee hai, ismein dhuaan, naa chingaari

Ho-naa-ho, is baar kaheen koyi kaab jala hai seene mein
Aawaaraapan, banjaaraapan, ek khala hai seene mein
Jis raste par tapata sooraj saaree raat nahin dhaltaa

Ishq kee aisee rahaguzar ko hamne chunaa hai seene mein
Aawaaraapan, banjaaraapan, ek khala hai seene mein
Kahaan kisi ke liye hai mumkin sabake liye ek sa hona

Thoda sa dil mera bura hai, thoda bhalaa hai seene mein