raahi
Garam Khoon
Popularity · Low
Listen
YouTube
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Raahi mai raah tu
Kuch na raha mei hai jabse gaya tu
Raahi mai raah tu
Kuch na raha mei hai jabse gaya tu
Tu hai kis jahan ki
Jabse tu aayi tune zindgi sawaari
Thi meri jhaanki
Aaj iss musaafir ki aakhri sawari
Woh jagah lage khaali
Jispar tu ruthkar mooh thi banati
Thi thande dimaag ki
Ab GARAM KHOON ki rooh ki ban chuki chaabi
Rihaayi bus maangu rihaayi
Siyaahi ke daag duu kaise safai
Kaali raat mei khoju teri parchaai
Yaad mei teri thi kashti banai
Kore kaagaz aur meri likhaayi thi
Tha uspe naam tera tabhi naa dagmagaayi
Usse tha pata naa tera pata
Tabhi na woh kabhi lotkar aayi
Pehle tha chaand ab sitaara hai ban chuka
Bhool chuka raahien na rahe rehnuma
Dhoondhu tujhe har dafa aur har jagah
Cheen ke beitha tujhe mujhse hai woh khuda KYU
Raahi mai raah tu
Kuch na raha mei hai jabse gaya tu
Raahi mai raah tu
Kuch na raha mei hai jabse gaya tu
Tere jaanе ke baad se badle haalat hai
Dost gye chooth jo pehle thee saath mei
Waqt guzarta hai teri hi yaad mei
2 minute guzar gye iss baat mei
Aur sawaagat bhi karna haan mera tu yaad se
Chithi bhi aayi thi mujhe yamraaj hai
Saamne hai rakhi ab doonga jawab mai
Tham jaayega sab aur meri yeh saanse
Saamne se poochunga sawal ab
Majboor hoke dega ab jawab rab
Aise bhi kya honge karam
Ki usne kara tujhe mujhse alag
Buss aa raha tere paas ab
Saamne se aa raha truck
Chodd ke duniya se naatak
Iss dharti pe letegi ki laash ab