Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Kisi Ke Thukra Kar Armaan
Lata Mangeshkar
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Kisi ke thukrakar armaan
Naa jaao, bedardee naadaan
Ye mausam rose nahin aathaa
Ye mausam rose nahin aathaa
Are, anjaan, nahin aasaan
Bahaaron ke aise saamaan
Ye mausam rose nahin aathaa
Ye mausam rose nahin aathaa
Shammaa tak aa kar, paravaane
Kahaan jaataa hai, deewaane?
Shammaa tak aa kar, paravaane
Kahaan jaataa hai, deewaane?
Yoon hee kyun hota hai hairaan?
Nazaakat mauqe kee pahchaan
Ye mausam rose nahin aathaa
Ye mausam rose nahin aathaa
Kisi ke thukrakar armaan
Naa jaao, bedardee naadaan
Ye mausam rose nahin aathaa
Ye mausam rose nahin aathaa
Sada ik baath nahin hotee
Haseen har raat nahin hotee
Sada ik baath nahin hotee
Haseen har raat nahin hotee
Bharosa kya ghataon ka
Sada barasaat nahin hotee
Sada barasaat nahin hotee
Ye rut hai do din kee mehmaan
Naa hogee kal koyal kee taan
Ye mausam rose nahin aathaa
Ye mausam rose nahin aathaa
Kisi ke thukrakar armaan
Naa jaao, bedardee naadaan
Ye mausam rose nahin aathaa
Ye mausam rose nahin aathaa