Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Chup Gaye Sare Nazare
Mohammed Rafi
,
Lata Mangeshkar
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Chhup gaye saare nazaare, oye, kya baat ho gayi?
Chhup gaye saare nazaare, oye, kya baat ho gayi?
Tune kaajal lagaya, din mein raat ho gayi
Tune kaajal lagaya, din mein raat ho gayi
Mil gaye naina-se-naina, oye, kya baat ho gayi?
Mil gaye naina-se-naina, oye, kya baat ho gayi?
Dil ne dil ko pukaara, mulaaqat ho gayi
Dil ne dil ko pukaara, mulaaqat ho gayi
Kal nahi aana, mujhe naa bulaana ke maarega taana zamana
Kal nahi aana, mujhe naa bulaana ke maarega taana zamana
Tere honthon pe raat, yeh bahaana tha
Gori, tujhko toh aaj nahi aana tha
Tu chali aayi duhaai, oye, kya baat ho gayi?
Tu chali aayi duhaai, oye, kya baat ho gayi?
Maine chhoda zamana, tere saath ho gayi
O, maine chhoda zamana, tere saath ho gayi
O, tune kaajal lagaya, din mein raat ho gayi
Ambuwa ke daali pe gaaye matwaali koyaliya kaali, niraali
Ambuwa ke daali pe gaaye matwaali koyaliya kaali, niraali
Saawan aane ka kuchh matlab hoga
Baadal chhaane ka koi sabab hoga
Rimjhim chhaye ghatayein, oye, kya baat ho gayi?
Rimjhim chhaye ghatayein, oye, kya baat ho gayi?
Teri chunri lehraayi, barsaat ho gayi
Teri chunri lehraayi, barsaat ho gayi
Dil ne dil ko pukaara, mulaaqat ho gayi
Chhod na baiyaan, paduun teri paiyaan, taaro ki chhaiyaan mein saiyaan
Chhod na baiyaan, paduun teri paiyaan, taaro ki chhaiyaan mein saiyaan
Ik wo din tha, milaati naa thi tu ankhiyaan
Ik yeh din hai, tu jaage saari-saari ratiyaan
Ban gayi gori chakori, oye, kya baat ho gayi?
Ban gayi gori chakori, oye, kya baat ho gayi?
Jiska dar tha, bedardi, wohi baat ho gayi
O, jiska dar tha, bedardi, wohi baat ho gayi
Chhup gaye saare nazaare, oye, kya baat ho gayi?
Dil ne dil ko pukaara, mulaaqat ho gayi
Dil ne dil ko pukaara, mulaaqat ho gayi