Skip to content

Hum Aapke Bina

Popularity ยท Low

Listen

YouTube

0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced

Lyrics

Dekho hai aasmaan wahi Aasmaan wahi hai wahi-wahi Dekho hai chandni wahi Yeh chandni wahi hai wahi-wahi Ab bewajah sa lagta Saanson ke yeh aana jaana Saare wo beete lamhe mujko Lag rahe afsaana Jeene ko jee raha hoon Koi shaq nahi Hum aapke, aapke Aapke bina kuch nahi Hum aapke, aapke Aapke bina kuch nahi Kuch bhi nahi kuch bhi nahi Kuch bhi nahi, nahi kuch nahi Hum aapke, aapke Aapke bina kuch nahi Main yahan tu kahan Zindagi hai benishaan Dard kaise ho bayaan Dil mera bezubaan Tu nahi toh main hoon kya Keh rahi hai har-sadaa Laut ke tu aa bhi jaa Aa bhi jaa aa bhi jaa Ab bin tere jeena hai mushqil Maine toh yeh maana Har lamha dhundhta rehta hoon