Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Raat Andheri Door Savera
Mukesh
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Raat andheri, door savera
Barbaad hai dil mera, ho
Raat andheri, door savera
Barbaad hai dil mera, ho
Aana bhi chahein, aa na sake hum
Koi nahin aasra
Aana bhi chahein, aa na sake hum
Koi nahin aasra
Khoyi hai manzil, rasta hai mushkil
Chaand bhi aaj chhupa, ho
Raat andheri, door savera
Barbaad hai dil mera
Aah bhi roye, raah bhi roye
Soojhe na baat koi
Aah bhi roye, raah bhi roye
Soojhe na baat koi
Thodi umar hai, soona safar hai
Mera na saath koi, ho
Raat andheri, door savera
Barbaad hai dil mera, ho
Barbaad hai dil mera, ho
Barbaad hai dil mera