Skip to content

Maa Ne Kaha Tha O Beta

Popularity · Low

Listen

YouTube

0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced

Lyrics

Maa ne kaha tha o beta Kabhi dil kisi ka na todo Maa ne kaha tha o beta Kabhi dil kisi ka na todo Deepak bati bankar sathi Sath kisi ka na chhodo Maa ne kaha tha o beta Kabhi dil kisi ka na todo Deepak bati bankar sathi Sath kisi ka na chhodo Maa ne kaha tha o beta Kabhi dil kisi ka na todo Jan lo jag mein kaun apna hai Kya yaha sach hai Or kya sapna hai Jan lo jag mein kaun apna hai Kya yaha sach hai Or kya sapna hai Maa ne kaha tha o beta Sapno ke pichhe na daudo Sapne sapne apne apne Apno se muh na modo Maa ne kaha tha o beta Kabhi dil kisi ka na todo Ho sake agar to Pyar na tum karna Pyar ho jaye to Duniya se na darna Ho sake agar to Pyar na tum karna Pyar ho jaye to Duniya se na darna Maa ne kaha tha o beta Karke wada kabhi na todo Pyar ke rashte chalte chalte Wapas kadam na modo Maa ne kaha tha o beta Kabhi dil kisi ka na todo Deepak bati ban kar bati Sath kisi ka na chhodo Maa ne kaha tha o beta Kabhi dil kisi ka na todo.