Skip to content

Is Jahan Ki Nahi Hai

Popularity · Low

Listen

YouTube

0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced

Lyrics

Iss jahan kee nahee hain tumharee aankhe Iss jahan kee nahee hain tumharee aankhe Aasman se yeh kisne utaree aankhe Aaye hain ham jahan me tumhare liye Aaye hain ham jahan me tumhare liye Hain tumhare liye he hamaree aankhe Iss jahan kee nahee hain tumharee aankhe Aasman se yeh kisne utaree aankhe Do jahan de ke le lu toh sastee hain yeh Do jahan de ke le lu toh sastee hain yeh Do jahan se bhi pyari tumhari aankhe Do jahan se bhi pyari tumhari aankhe Aasman se yeh kisne utaree aankhe Aaye hain ham jahan me tumhare liye Hain tumhare liye he hamaree aankhe Rehte ho aankho me tum he abb raat din Rehte ho aankho me tum he abb raat din Abb toh ghar hai tumhara hamari aankhen aankhe Abb toh ghar hai tumhara hamari aankhen aankhe Hain tumhare liye he hamaree aankhe Iss jahan kee nahee hain tumharee aankhe Aasman se yeh kisne utaree aankhe Duniyawalo se rakhana bacha kar inhe Duniyawalo se rakhana bacha kar inhe Na churale koyee yeh tumharee aankhe Na churale koyee yeh tumharee aankhe Aasman se yeh kisne utaree aankhe Aaye hain ham jahan me tumhare liye Aaye hain ham jahan me tumhare liye Hain tumhare liye he hamaree aankhe Iss jahan kee nahee hain tumharee aankhe Aasman se yeh kisne utaree aankhe Hain tumhare liye he hamaree aankhe Aasman se yeh kisne utaree aankhe Hain tumhare liye he hamaree aankhe Aasman se yeh kisne utaree aankhe Hain tumhare liye he hamaree aankhe.