Skip to content

Buss Down

Popularity · Low

Listen

YouTube

0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced

Lyrics

Chahiye mujhe bas ek buss down Rollie Lambhi si gaadi aur makaan do storey, haan Chahiye mujhe bas ek buss down Rollie Lambhi si chain aur kuch lakh ki tijori, haan Chahiye mujhe bas ek buss down Rollie Lambhi si gaadi aur makaan do storey, haan Chahiye mujhe bas ek buss down Rollie Lambhi si chain aur kuch lakh ki tijori, haan Diamond rings, chahiye diamonds in my chain Cartier lenses, chahiye diamonds on my frames Chahiye thi woh feeling jo aati with the fame Banna chahta tha main baller, jaise rappers in the game Top five, dead or alive, kabhi ban jaaun main Take off karoon yahan, karoon touch down there Kalaai pe hai Rollie, woh bhi bust down hain Meri poori mob deep 'cause it's tough down there Baitha main akela, dekhun khwaab poore din Sunta tha main Biggie, sunta Pac poore din Snoop jaise braids, aur daant pe the grills Main bolunga ni zyada, karein baat mere skills Outcast in my class, sunoon walkman pe tape (Yeah) Rappers pe tha naaz, phoonkta boys ke saath J (Yeah) Mera raaz khaas, I start feeling so vain Main kamron mein band, playing G-Unit for days Jeulz Santana jaise baandhoon bandana Have the game on lock aur yahi tha plan mera (Plan mera) Karoon ignore hi, bas banna tha rap singer Ek din I'll bust a rhyme, tu banega fan mera kyunki Chahiye mujhe bas ek buss down Rollie Lambhi si gaadi aur makaan do storey, haan Chahiye mujhe bas ek buss down Rollie Lambhi si chain aur kuch lakh ki tijori, haan Chahiye mujhe bas ek buss down Rollie Lambhi si gaadi aur makaan do storey, haan Chahiye mujhe bas ek buss down Rollie Lambhi si chain aur kuch lakh ki tijori, haan Chahiye mujhe bas joote das lakh jodi Ek scooty bani Audi tabhi S class daudi Chahiye mujhe bas thodi daal, thodi roti Ek baag wali kothi, aur biwi lambi, no shawty, haan Mujhe team nahin, yaar chahiye Likhe lafzon se, show pe kataar chahiye Mere sapnon ko apnon ka pyaar chahiye Meri kothi na dikhe, oonchi deewar chahiye Job pe na tika kyunki boss ki na maani Mujhko toh maa ki thi naukri chhudaani Gaon ki deewaaron pe roshni puraani Behnon ki shaadi pe tokri bhi jaani thi Got the game from Kane, Wayne se bling Pehla rap daala jab DHH wasn't a thing Jay Z tha mera Badshah, Nelly tha mera king Ra se pehle Raja phir tu baakiyon ko gin Chali teri reel kyunki phaatak maine khola Hua tera Eddison kyunki Raf tha Nikola Rap mainstream hoga, maine labelon ko bola Aata bag mein dinero, toh amigo karein ola Chahiye mujhe bas ek buss down Rollie Lambhi si gaadi aur makaan do storey, haan Chahiye mujhe bas ek buss down Rollie Lambhi si chain aur kuch lakh ki tijori, haan Chahiye mujhe bas ek buss down Rollie Lambhi si gaadi aur makaan do storey, haan Chahiye mujhe bas ek buss down Rollie Lambhi si chain aur kuch lakh ki tijori, haan