Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Tere pyar ki tamanna
Ravi
Popularity ยท Low
+
๐ณ๐ฌ Hausa ยท Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Tere pyaar ki tamanna gham-e-zindagi ke saaye
Badi tez aandhiyaan hain, yeh chirag bujh na jaaye

ย
Hai ajeeb dastaan kuch, yeh humari dastaan bhi

Kabhi tum samajh na paaye, kabhi hum suna na paaye
Tere pyaar ki tamanna gham-e-zindagi ke saaye
Badi tez aandhiyaan hain, yeh chirag bujh na jaaye
Tere pyaar ki tamanna gham-e-zindagi ke saaye
ย
Na faza hai apne bas mein, na nazar mein hai kinaara

Kahin mere dil ki kashti na bhanwar mein doob jaaye
Tere pyaar ki tamanna gham-e-zindagi ke saaye
Badi tez aandhiyaan hain, yeh chirag bujh na jaaye
Tere pyaar ki tamanna gham-e-zindagi ke saaye
ย
Koi hal tu hi bata de mere dil ki kashmakash ka

Tujhe bhoolna bhi chaahun, teri yaad bhi sataaye