Skip to content

Karaar Pa Na Sake Hum To

Ataullah Khan
Popularity · Low

Listen

YouTube

0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced

Lyrics

Kar na saky hum Pyar Ka sauda Kar na saky hum Pyar Ka sauda Qeemat he kuch aisi thi Qeemat he kuch aisi thi Jeeti baazi haar gaye hum Jeeti baazi haar gaye hum Qismat hi kuch aisi thi Kar na saky hum Pyar Ka sauda Kar na saky hum Pyar Ka sauda Qeemat he kuch aisi thi Qeemat he kuch aisi thi Jeeti baazi haar gaye hum Jeeti baazi haar gaye hum Qismat hi kuch aisi thi Dunya such hi pathhar mare Laila tere Majnoo ko Dunya such hi pathhar mare Laila tere Majnoo ko Ishq mein us deewane ki bhi Ishq mein us deewane ki bhi Haalat hi kuch aisi thi Jeetti baazi haar gaye hum Jeetti baazi haar gaye hum Qismat he kuch aisi thi Kar na saky hum pyar ka sauda Qeemat he kuch aisi thi Humne apni ankhon main aksar khoon ke ansu dekhe hain Humne apni ankhon main aksar khoon ke ansu dekhe hain Bakshi hai jo pyar ne humko Bakshi hai jo pyar ne humko Nemat hi kuch aisi thi Jeetti baazi haar gaye hum Jeetti baazi haar gaye hum Qismat he kuch aisi thi Kar na saky hum pyar ka sauda Qeemat he kuch aisi thi Dekhke heere moti humse pyar ka naata tod gaye Dekhke heere moti humse pyar ka naata tod gaye Sona chandi jaisi shai main Sona chandi jaisi shai main Taaqat hi kuch aisi thi Jeetti baazi haar gaye hum Jeetti baazi haar gaye hum Qismat he kuch aisi thi Kar na saky hum pyar ka sauda Qeemat he kuch aisi thi Ek jhalak hi dekhe to hum pyar ke dhoke kha baithe Ek jhalak hi dekhe to hum pyar ke dhoke kha baithe Yaaro unki bholi bhali Yaaro unki bholi bhali Surat hi kuch aisi thi Jeetti baazi haar gaye hum Jeetti baazi haar gaye hum Qismat he kuch aisi thi Kar na saky hum pyar ka sauda Kar na saky hum pyar ka sauda Qeemat he kuch aisi thi Qeemat he kuch aisi thi Qeemat he kuchhh aisi thi Qeemat he kuch aisi thi Qeemat he kuchhh aisi thi Qeemat he kuch aisi thi