Skip to content

Koi Mil Gaya

K. S. Chithra; Udit Narayan
Popularity · Low

Listen

YouTube

0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced

Lyrics

Koi mil gaya Koi mil gaya Koi mil gaya Mujhko kya hua hai? Kyun main kho gaya hoon? Paagal tha main pehle, ya ab ho gaya hoon? Behki hain nigahein aur bikhre hain baal Tumne banaya hai kya apna ye haal? Koi mil gaya (koi mil gaya) Mera dil gaya (mera dil gaya) Kya bataun, yaaron (kya bataun, yaaron) Main toh hil gaya (main toh hil gaya) Koi mil gaya, mil hi gaya (mil gaya) Hey, mil hi gaya (mil gaya) Mujhko kya hua hai? Arey, kyun main kho gaya hoon? Aye, paagal tha main pehle, ya ab ho gaya hoon? Behki hain nigahein aur bikhre hain baal Tumne banaya hai kya apna ye haal? Koi mil gaya (koi mil gaya) Mera dil gaya (mera dil gaya) Kya bataun, yaaron (kya bataun, yaaron) Ho, main toh hil gaya (main toh hil gaya) Koi mil gaya, mil hi gaya (mil gaya) Arey, mil hi gaya (mil gaya) Jaane kya ho gaya hai mujhe Deewana log kehne lage Ye deewangi hai kya? Humein bhi toh ho pata Tumko kya ho gaya? Arey, kal tak mujhko sab hosh tha Dil mein khushiyon ka josh tha Phir ye bechaini hai kyun? Phir ye betaabi hai kyun? Kya koi kho gaya? Koi mil gaya (koi mil gaya) Ho, mera dil gaya (mera dil gaya) Kya bataun, yaaron (kya bataun, yaaron) Ho, main toh hil gaya (main toh hil gaya) Koi mil gaya, mil hi gaya (mil gaya) Hey, mil hi gaya (mil gaya) Baadal bankar kaun aa gaya? Kaun hai jo dil pe yoon chhaa gaya? Chaahun ke bataun main Phir bhi keh na paaun main Naam uska hai kya Haan, naam na lo, par kuch toh kaho Halka sa koi ishara toh do? Meri aankhon mein hai woh Meri saanson mein hai woh Aur kahun tumse kya? koi mil gaya (Mera dil gaya) oh, mera dil gaya (Kya bataun, yaaron) kya bataun, yaaron (Main toh hil gaya) hey, main toh hil gaya Koi mil gaya, mil hi gaya (mil gaya) Hey, mil hi gaya (mil gaya) Mujhko kya hua hai? Kyun main kho gaya hoon? Paagal tha main pehle, ya ab ho gaya hoon? Behki hain nigahein aur bikhre hain baal Tumne banaya hai kya apna ye haal? Ho, koi mil gaya (koi mil gaya) Arey, mera dil gaya (mera dil gaya) Kya bataun, yaaron (kya bataun, yaaron) Ho, main toh hil gaya (main toh hil gaya) Koi mil gaya, mil hi gaya (mil gaya) Mil hi gaya (mil gaya) Mil hi gaya (mil gaya) Ho, mil hi gaya (mil gaya)